Saturday, September 25, 2010

** Yaden **

कभी कभी यूँ ही बैठे बैठे
हँसने लगता हूँ मैं
कभी कभी सिहरन सी दौड़ जाती है
जैसे छू के निकल गया हो
हवा का एक ठंडा झोंका
कभी याद आती है किसी की मीठी छुअन
तो कभी गीली हो जाती हैं
आँखों की कोरे
कभी मन में भड़कने लगती है
एक ज्वाला सी जो
तपाती है, जलाती है और तड़पाती है
ये यादें ऐसे ही होती हैं
जितनी मिठास होती हैं इन में
उतना जहर भी होता है |

------------------------------------
kabhi kabhi youn hi baithe baithe
hasne lagata hoon main
kabhi kabhi sihran si daud jaati hai
jaise chhoo ke nikal gaya ho
hawa ka ek thanda jhonka
kabhi yaad aati hai kisi ki meethi chhuan
to kabhi kabhi aankhon ki koren
ho jaati hain geeli
to kabhi geeli ho jaati hain
aankhon ki koren

kabhi man main bharakane lagati hai
ek jwala si jo
tapati hai jalati hai aur tadpati hai
ye yaden aise hi hoti hain
jitni mithaas hoti hain inmain
utna hi jahar bhi hota hai |

No comments: