1- बिना कहे ही बहुत कुछ बोलती हैं,
तेरी आँखें बहुत बातूनी हैं |
2- तेरी आँखों ने तोड़ दिया मेरे मन का भरम,
काश ये कुछ दिन और खामोश रहती |
3- दुनियाँ जीतने का हुनर हमें भी है मालूम,
पर खुद से जीतने का हुनर सीखना बाकी है अभी |
4- ना किसी को मेरे जीने से खुशी ना मरने का गुम,
ये खुदा इश्क़ ना सही किसी की नफ़रतों से ही नवाज दे |
5- मत पूंछ उनसे शहर के हालत कभी भी,
शाम ढलते ही घरों मैं दुबक जातें हैं जो |
6- आसमान की ऊँचाई उस परिंदे से पूंछ,
जिसमें उड़ने की चाह तो है मगर पर नहीं |
------------------------------------------------
1- bina kahe hi bahut kuch bolati hain,
teri aankhen bahut batooni hain |
2- teri ankhon ne tod diya mere man ka bharam,
kash ye kuch din aur khamosh rahti |
3- Duniyan jitne ka hunar hamen bhi hai maloom,
par khud se jeetane ka hunar seekhana baki hai abhi |
4- na kisi ko mere jeene se khushi na marne ka gum,
ye khuda ishq na sahi kisi ki nafraton se hi navaj de |
5- Mat poonch unse shahar ke halat kabhi bhi,
sham dhalte hi gharon main dubak jaten hain jo |
6- Aasman ki oonchai us parinde se poonch,
jismen udne ki chaah to hai magar par nahin |
1 comment:
good sir
Post a Comment