har ghar main hain khidkiyan magar,
gali main jhankar dekhata kaun hai,
har shakhsh main dhadakta hai dil magar ,
kisi ki dhadakano ko pahchanta kaun hai|
barson karo kisi chehre ki bandagi magar,
chehre pe hai naqab ye janata kaun hai |
kisi ko basa lo dhadkanon ki tarah magar,
dhadkane kab saath chhod den ye janata kaun hai |
aayten, shlok ,mantra duhrate hain har roz magar,
inke mayanon ko dilon main utarta kaun hai |
----------------------------------------

हर घर में हैं खिड़कियाँ मगर,
गली मैं झाँक कर देखता कौन है,
हर शख़्श में धड़कता है दिल मगर ,
किसी की धड़कनों को पहचानता कौन है|
बरसों करो किसी चेहरे की बंदगी मगर,
चेहरे पे है नक़ाब ये जानता कौन है |
किसी को बसा लो धड़कनों की तरह मगर,
धड़कने कब साथ छ्चोड़ दें ये जानता कौन है |
आयतें, श्लोक ,मन्त्र दुहराते हैं हर रोज़ मगर,
इनके मायनों को दिलों मैं उतारता कौन है |
2 comments:
very interesting poem.... I feel that most of your poems are dippressing. I think if u can express sorrow so nicely then you can compose some poems which show happiness and hope.
Thank you very much for such a wonderful comment and will try to write on happiness and hope (although it's a little difficult for me).
Post a Comment