वो ना समझा जिसे हम समझाते रहे,
सारी दुनिया से हम भी छुपाते रहे |
वो ना समझा मेरी दिल के उस राग को ,
पेड़ पौधे भंवर भी जिसे गुनगुनाते रहे |
वो कहता रहा बनव्ाऊंगा एक महल तेरे वास्ते
छोटे छोटे घरोंदे हम भी बनाते रहे |
सारी दुनिया की नज़रों में मैं गिर गया,
वक़्त बेवक़्त मुझे वो भी आजमाते रहे |
वो करता रहा किसी बड़े हादसे का इंतज़ार,
छोटे छोटे जख्म हम भी छुपाते रहे |
वो लिखता ही रहा एक गीत मेरे वास्ते,
छोटे छोटे शेर हम भी गुनगुनाते रहे |
-------------------------------------
vo na samajha jise hum samjhate rahe,
sari duniya se hum bhi chhupate rahe |
vo na samjha meri dil ke us raag ko ,
ped paudhe bhanvar bhi jise gungunate rahe |
vo kahta raha banvaoonga ek mahal tere vaaste
chhote chhote ghanrode hum bhi banaate rahe |
saari duniya ki nazaron mein main gir gaya,
vaqt bevaqt mujhe vo bhi aajmate rahe |
vo karta raha kisi bade haadse ka intzaar,
chhote chhote jakhm hum bhi chhupate rahe |
vo likhata hi raha ek geet mere vaaste,
chhote chhote sher hum bhi gungunaate rahe |
No comments:
Post a Comment