Raston se gujarata navyovnaon ka jhund,
raktabh kapol, pankhudiyon se honth
kanchanjangha sa daidipyaman yovan
jo sahaj hi diga de kisa ka iiman
shayad inhen bhi hai iska bhaan
isiliye karti hai apne sundarya par abhiman
par shayad inhen nahin hai iska gyan
ki kal peele padne lagenge ye kapol
murjhane lagengi ye nazuk pankhudiyan
tab bi wohi raaste honge
wohi aahen bharte log honge
bus inki jagah honge kuch naye chehre
tab shayad ho inhen apne jhoothe abhimaan ka bhaan
aur saundaya ke kshadik hone ka gyan |
raktabh kapol, pankhudiyon se honth
kanchanjangha sa daidipyaman yovan
jo sahaj hi diga de kisa ka iiman
shayad inhen bhi hai iska bhaan
isiliye karti hai apne sundarya par abhiman
par shayad inhen nahin hai iska gyan
ki kal peele padne lagenge ye kapol
murjhane lagengi ye nazuk pankhudiyan
tab bi wohi raaste honge
wohi aahen bharte log honge
bus inki jagah honge kuch naye chehre
tab shayad ho inhen apne jhoothe abhimaan ka bhaan
aur saundaya ke kshadik hone ka gyan |
3 comments:
मुक्त काव्य के दौर में छाया वादियों जैसा लोच लाजवाब करता है।
Wah-wah mere dost...
wah-wah.....
Post a Comment